Khuda zameen se Gaya nai ha

Hai surkh mousam ghata nai ha. Ghutan bohot hai Hawa nai ha gharen ha raatein Diya nai ha. Ye asman bhi Naya nai ha

Na khof Khao Na sar jukao

Utho ki zulmat Bala nai ha

Khuda zameen se Gaya nai ha

Jahan ke the woh Jahan bhecha. Zameen ko hi asman bejha. Bhanwar mai khuda baghban bheicha. Yateem tha Jo wo maan bhecha

Naqad hatheli pe Jan rakh me
Wahin phir apna makan bhecha

Mile Jo aisa Sila nai ha Khuda zameen se Gaya nai ha

Zameen k baalon mai khak Dekho
Ujar Gaya sab yeh rakh Dekho
Bhikhar Gaya ha Jo khwab dekho. Hai har taraf ab sarab dekho

Laho ha aankhon mai ab ragun ka. Tamancha Ghar ka khudab dekho

Koi bhi ab bawafa nai ha. Khuda zameen se Gaya nai ha.

Ya khuda………..

Laga ha mout ka tamasha. Ajnabi hai Jo tha shinasa. Ujara uski zameen se tha tha. Phate ga dou asman phate ga

Uge ga aik hadsa naya sa. Kisi ka apna raha nai ha

Khuda zameen se Gaya nai ha

Leave a comment



Design a site like this with WordPress.com
Get started